Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

dinner bhi nhii kiyaa ..

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

pir 10 din k basi khane wale thread mai chali jaoo :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mutton karahii..

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

karahii :crying: :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aalo wallay parathay with chai :chai:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

no more aalo wallay parathay :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

is mein ronay vali koi baat nai hay :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aap ko kaya pata k rone wali baat hay k nai :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

MUJY B SATH LE LEN meko bhi rona hi:teary1:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

i eat chekn peace with nan and fruit custer

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Quail biryani

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Friday = fish chips

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

UK k loog n their ‘fish n chips’:hehe: which until last year I used to think was kuch aur

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kuch aor kia matlab ?

mein week mein bus eik hi din lunch karta hu aor woh fish’n’chips hota hay on friday.
and i am not in UK

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Ab wo kuch aur nahi bataongi :sid:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mein waqai nahi samjha k aap fish chips ko kuch aor kia samajhti thee

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

:smack: woh aapke samajh k liye nahi hai

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mairi samajh ? kaha daikhi hay ? mili to mujhay b batana

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Jelly k paas hai :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

usay bolay wapis karay