Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oh i just wanted to know :hinna:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

:smiley: mujhe khane se mutlub…so i donno :@:

How do u like hari daal?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

i never heard about iti ll ask my mom

i know toor daal,chana daal,moong daal,masur daal and urad daal…

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

yar jasay kali daal hoti hai ussi type ki hoti hai ussay i think hari masoor ki daal kehaty han

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

U mean arhar ki daal:emmy:

yes yes…i think ye he hoti hai:@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Karhi chawal

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oh i love karhi cahwal :yummy:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Mein bus kha leti hun.. Itnay pasand nehi :frowning:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Kuch nai :frowning:
I was gsing n work time ho gaya :frowning:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aww LP

i had tortilla chicken tandori wrap

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Aap bahir se he khati hain always ?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nhi mei ne khud banaya tha :@:

sath chany ki daal bhi thi

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

hey chane ki daal barhiya dikh rahi thi uske recipe ki link dena…

P.S.hari daal means moong daal

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

I love chane ki daal lauki:yummy:

U asked ur mum?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

i used chicken biryani recipe from household thread i l try to find link for u :slight_smile:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

thank you DA…:smiley:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

yes ji…:smiley:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

biryani:(

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nan kabab .. :yummy:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

meko bhuk lagi phir:wub: