Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
koi sandwich wagira e kha laina chiye tha ![]()
lunch apna apna ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
koi sandwich wagira e kha laina chiye tha ![]()
lunch apna apna ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Naseeb apna apna tou suna tha …lunch bhe apna apna hota hai ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ar nai tu kaya ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
inshallah we will have noodles,haleem,and spinach turnovers…
yup you guessed it,leftovers from yesterday’s dawat…
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Chicken Jal- farizi and Daal mash ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
woh bhi nahi tha ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
kesi achi jaga se le laina tha office jate howe
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
main ne lunch main aalooo qeema aor daal khai
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
mustaqbil main yeah i will…btw aisi koi baat nahi thi ke i was dying without nashta that day ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
but we should take breakfast daily ye alg baat hay k mai khud daily nai karta
but ab se start karne ki koshish ki hay
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
han BARAY says
NASHTAH kao BAAD SHAH ki tarah
DOPAHAR ko khao MALKAA ki tara
RAAT ka khana kho FAQEER ki tara
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
meri bhabi b yai kehti thi mujhe se jb main nashta nai karta ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
yay sach b hi nash nakarna bimareon ko DAWAT danay K BARABAR hi
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
yup kehte hain ke karna chahiye nashta.
haye i miss aam ki chatni with aloo ke parathay.
![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
wese main ne mostly nashta nai kya apni life main liken main bohat e kam bimaar hota hon ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
aalooo ka paratha ami k hath ka
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ase baten na karo ,i am goin towards~~~~~~##~ dieting:p
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
oh yes…maaaa
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
acha ji…tum samajho ke hum zeher ki baatain ker rahe hain.