Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

acha hi kia jo nai bataya , bata b dete to main ne konsa chale jana tha :teary2:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

cake

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

chalo jee, khaid hi muk gai :smiley:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

subha subha uth-tay hi cake.

pehlay mun dho kar daant to saaf kar lain.

ab samjha aap k bachay b kio itnay nut-khat hein :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

samajh nai ai :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

main raat sony sy pehly subah uthny sy pehly dant saaf kar ke muah dho leti

bachy nutkhut hain kiun ke wo bachy hain sleep kar rahy hain abhi tak

cake khaia zaoor lakin khialoon main wo cake jo u and masoom muskaan bat kar rahy hain

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

cake to IS ne sara kha liya :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

issi lia main ny sirf khialoon main khaia

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

khaid muk gai matlab aap nay IS ki b’day party mein jana hi nahi to phir aap ko sari details batanay ka faida ? :smiley:

bus phir abhi vomitting start hoti hay, woh cake to 7 saal purana tha :smiley:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kal to meri apni v salgirah thi

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oey baz aasubah subah vomitting ki bat karta hai meri sasu maan badi khush ho g dekh lia me ko vomitting karty

bechari ko kia patha cake khaia tha

bus phir abhi vomitting start hoti hay, woh cake to 7 saal purana tha :D
[/QUOTE]

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

to pehlay batana tha na :(

[/QUOTE]

lolz

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

lolz
[/QUOTE]

anidah vomitting da mushwara kisy noon v nah dena

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

anidah vomitting da mushwara kisy noon v nah dena
[/QUOTE]

chalo belated happy birthday.

Kal maira Kutta v vomit kar ria see. Unho v kisay doctor kol lay jawa ? D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

osko injection nahi lagvae hue

chalo belated happy birthday.

Kal maira Kutta v vomit kar ria see. Unho v kisay doctor kol lay jawa ? D
[/QUOTE]

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kiski b day thi

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

injection to lagwai thay but shaid pata nahi kia ho gia :(

Sayyma ki b'day thee kal, she just mentioned.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

[/QUOTE]

hain kia zamana aa gaia kuty v vomiting karny lagi kutiya mar gai thi kia

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

hain kia zamana aa gaia kuty v vomiting karny lagi kutiya mar gai thi kia
[/QUOTE]

mein nay jaan bhooj kar yeah ignore kar dia tha but tusi kisay nu chadia na karo kadi :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mango