Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

bus idhar hi tha, jana kaha hay.

fish’n’chips kia england ya canada mein hi miltay hein kia ?

mein waisya to lunch karta hi nahi but friday ko kabhi kabhi fish’n’chips kha laita hu