KKF
November 28, 2014, 5:05am
21
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
lolz…hai to baRe maze kaa muHaavarah magar pahle kabhii sunaa nahiiN…iskaa ham-palla moHaavarah yeh hai:
**jaisaa karoge vaisaa bharoge!
aur yeh moHaavarah kaisaa hai?
“na hii hagte haiN aur na hii khuDDoo chhoRte haiN!”
**khuDDoo = qadamche = squat commode
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
ghalat bol diya aap ne:
jaisa bharo ge , wiasa karo ge
KKF
November 28, 2014, 5:09am
23
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
iskaa ulaT bhii jhakas hai
merii pichhli post meN jo moHaavarah hai us par apnii TippaNRii kijiiye.
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
lolz...hai to baRe maze kaa muHaavarah magar pahle kabhii sunaa nahiiN...iskaa ham-palla moHaavarah yeh hai:
**
"na hii hagte haiN aur na hii khuDDoo chhoRte haiN!"
**khuDDoo = qadamche = squat commode
qabz?
KKF
November 28, 2014, 5:16am
25
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
qabz?
qabza nahiiN bal k qabza group ... naa-jaa'iz qabza jamaanaa.
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
qabza nahiiN bal k qabza group ... naa-jaa'iz qabza jamaanaa.
main ye keh raha tha ye constipation ke patients ke liye kaha jata hai?
KKF
November 28, 2014, 5:22am
27
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
main ye keh raha tha ye constipation ke patients ke liye kaha jata hai?
nahiiN janaab...qabza mafia ke liye...kisii kii milkiyat par zabardasti qaabiz honaa.
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
Aankh na naak, Banno chand si
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
nahiiN janaab...qabza mafia ke liye...kisii kii milkiyat par zabardasti qaabiz honaa.
acha ye kaisa hai:
oont paade ga paade ga, paade ga to phus
jasos
November 29, 2014, 4:20am
30
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
title daikh ker mujhay 14 no. photo yad aa gai yukh :cobra:
“The Pakistan of my memory is filled with beach raves, transvestites, all night dance parties, and Pakistani MTV.”
jasos
November 29, 2014, 4:21am
31
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
u ney yah wali game lazmi khaili hogi :cobra:
aada paada kis nay pada
mamon je key ghori nay
aen ghaen thuss
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
maine nahin kheli… haan issi se milti julti ik thi… inni binni jihn phoos dhinni
@Kinzz
Taando, topi, dabalk, daan, duss, phuss.
ye kiya hota tha?
jasos
November 29, 2014, 7:16am
33
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
muqawwee123:
maine nahin kheli… haan issi se milti julti ik thi… inni binni jihn phoos dhinni :omg:
@Kinzz
Taando, topi, dabalk, daan, duss, phuss.
ye kiya hota tha?
alfaz mukhtalif hein game ek hi hogi :cobra: is mein aik dosrey key taraf ishar kar k kahtay hain na aor jiss par akhri lafz aye woh mujrim hota hay gas kharij kraney ka waisay yeh phoos phossi sey nikla hay kia ? :sunnyboy:
oper walon alfaz bhi koi game ka hisa hain kia ?
Re: Aa be Londay, Jaa be Londay Karna
jasos:
alfaz mukhtalif hein game ek hi hogi :cobra: is mein aik dosrey key taraf ishar kar k kahtay hain na aor jiss par akhri lafz aye woh mujrim hota hay gas kharij kraney ka waisay yeh phoos phossi sey nikla hay kia ?
oper walon alfaz bhi koi game ka hisa hain kia ?
hanji ye wohi bachkana games hain