A Special Announcement for All Karachi Guppies

Re: A Special Announcement for All Karachi Guppies

u ki bhabhi say chup chup ke likhing khair hai ji aap aajao aik aur shadi kar lain gay :smiley: larki jaldi jaldi wapis aanay ki karo u know na baal aur bachay wala hogaya tu phir Grand guppy meet main kharcha bhi bahut hoga sab ka :slight_smile: