A smart Mom…

Re: A smart Mom…

Kiya baat hai Don Jee ki. :D

Achaa waisey, Don Jee, woh Director Sahab yaad kar rahey thay aapko, keh rahey thay kay kafee arsaa hogaya hai, Don Bhai ki shakal hee bhool gaya hoon. To phir aap woh purana wala avatar wapis laga lein. Kyon jee? :D