Naiko
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
daikho maira kia hasher ker deya scratches head walay nay
Naiko
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
daikho maira kia hasher ker deya scratches head walay nay
duhhh ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
.. EDITED BY B-B-G .. scratches head waalay nay to hath hi nahi lagaaya aapki original posting ko iss dhagay main ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
NEVER frown even if you are sad, you never know who is falling in love with your smile
[quote]
Originally posted by Anchal:
*i remember only one pic that got reversed posted by Bharysh and that was cause she turned it into a negative and that could be reversed
what other burqa pic did i miss *
[/quote]
=))))))))) ...
*NEVER frown even if you are sad, you never know who is falling in love with your smile*
[quote]
Originally posted by Anchal:
Anchal **'The Sultan Rahi' Guppie
**
[/quote]
hmmm ...
rahi or rahin ?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
..
NEVER frown even if you are sad, you never know who is falling in love with your smile
agar mai yeh kahoon yeh meri pic hai to???
Home is my station
Love is my occupation
Peace is my vacation
Heaven is my destination
agar mai yeh kahoon kah yeh pic meri hai to....kya karlain gee aap??????
Home is my station
Love is my occupation
Peace is my vacation
Heaven is my destination
hahaha nice custom title Anchal baji... :~)
originally posted by Neera
Neera mujhay kahnay say pahlay uss say pooch laina jin ko tum nay apni zindagi banaya hay un k kia iraday hain,mujhay kia aiteraz waisay bhi sab ki akhirat tou aisi hi hay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
kisi k chahnay say thori hou gi yay tou HOU JAEY GI
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
JASOOSA U m or f??
hmm .. yeh kya hia jee
mairay dill mairay mussafir
to bus .. mainay yaheen par darr ke maaray bayhosh ho kar girr jaana hay aur ammar ko apna “gaddi-nasheen” bana dena hay. .
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
NEVER frown even if you are sad, you never know who is falling in love with your smile
bbg aap ki aqal ko kia hogaya hay ?
don’t you see,
she is f of m
Aray kia ho gaya barray bhiyaa aap ko??? saari jasoosi ki hiss jaati rahi kia…??? saari umer ki maghaz phorri per paani pher dia… bhool gaye Jasoosi ka pehla sabaq… Pehlay oontt ko kissi karwatt tau bethnay do… tel dekho tel ki dhar dekho… daal main kuch kaala hay yaa daal hi kaali hay… yeh dekho… aur jub daal galti nazar naa aaey aur jootiyon main daal battt-tee nazar aaye to dum daba kar sir per paie rakh kar bhaago aisa bhaago kay peechay murr kar naa dekho.. aur agar ghalati say okhli main sir day bettt-ho tau phir moslon say kia darnaaa…
Burrhaapay main satthiyaa gaye ho barray bhaiyaaaaaaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
khua ma khua iss dhaagay ki guthiyon ko suljhanay beth gaye… pehlay koi siraa tau pakkarr laitay… koi suraagh tau haath aanay daitay…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
~^Doo§ra Ja§oo§^~
Bhiaya kay shaana bashaana Live from Alam-e-Barzakh (Na jaanay kis ki talash main)
abbillay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/silly.gif
yeh namaqool # 1, phir aagayay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
arrey chotoo mayn kuch nahi bhoola abhi tak, aur buss aisay hi aap ka imtihaan lay raha tha kay sabaq yaad hay kay nahi, lekin aap nay to mashaAllah say Urdu kay saaray hi mahawray khatam kar diyay, yani pooray saal ka kota aik raat mayn
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smokin2.gif
aur bus yaar chotoo, aaj kal zara dhanda manda hay na, to socha kuch iss tarah hi taym zaya kia jaayay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
wasai tumhari JASOOS Baji tum ko pooch rahi theen, wo , cafe walay aik dgaagay may, jao aur jaa kar dhoondo
Ji phir nahin aa gaye.. hum to yahin hain… haan post zara kam kam kartay hai… ( raaz ki baat yeh hay kay doosray walay naam say kartay hain naaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
samjha kijiyeh – yeh tau disguise kay liyeh hay naaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
)…
aur haan aap baaray bahiyaa hain… allah kia “ATTA” ki hui aqal bhi hay aur tajarbaa mujh say ziaada… agar may namaqool # 1 hoon tau aapp bhi maray baaray bhiyaah hain… kia samjhay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
aur aap ki jasoosa baji ko dhondtaaa hoon laikin yeh tau batiyeh kay konsi forum main…??? accha search karnay ki kosish karta hoon…
~^Doo§ra Ja§oo§^~
Bhiaya kay shaana bashaana Live from Alam-e-Barzakh (Na jaanay kis ki talash main)
jaantay hayN jaantay hayn, maabadolat ko sub kuch maloom hay,
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smokin2.gif
bachooo bohat oonchi uraan urr rahay ho yeh bhi jaantay hayn hum
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
waisay Allah nay aqal ATA ki hay, ATTA (flour) nahi ki
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
waisay , mabadolat is Maqool # 1
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
kuch kaam khud bhi kar liya karo, sub kuch baray bhayya hi dhoond kar dayn aap ko
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smokin2.gif
karo click yaha, . aur apni baji ko jawaab do, http://www3.pak.org/gupshup/Forum2/HTML/007626.html
Issay Khush fehmi kahian ya ghalat fehmi… lakin jo bhi fehmi hay aap apni hud tuk hi rakhiyeh
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif
~^Doo§ra Ja§oo§^~
Bhiaya kay shaana bashaana Live from Alam-e-Barzakh (Na jaanay kis ki talash main)