A Love Story!!!

yeh tum larkiyon ke liyeh hay :barbie:

V boyz are like this:

Hum ne kab aap se mulaqat ka vada chaha
dour reh kr aap ko or bhi ziyada chaha
yaad ati ho aap kuch or bhi shiddat ke saath
jab bhi hum ne aap ko bhool jany ka irada chaha

:barbie: