** aapne to mujhe behonsh hi kar diya…
!!
i think this can be made into a song…!
that was a really emotional kind of a shairi…
and u were saying ur shayari isn’t good at all:ASA:…
..
arz kiya hai…
**
**Na jaane kaun si kasak rah gayi hai dil mein …
jab se milaa hoon aap se, na jaaga hoon na soya hoon
dhadkane cheekh rahi hain par ,sannata hai mehfil mein
kaisi madhoshi hai jisme main hamesha ke liye khoya hoon :aliyish:
**
ok…the rhyming scheme is a little entangled…![]()