a Janay

Re: a Janay

aap ko di thi
aap ki dhooti par belt ki jaga lagi haui hai:snooty:

Re: a Janay

woh tau kissi kuri ke zuban hay
itni lambi kay dou dhotian bandh loo uss sai chahay
:smack:

Re: a Janay

:smilestar:ghoor say deikhein
hamari dum hi thi

Re: a Janay

^ phir tau aur dou dhotian laini parain gi

Re: a Janay

:chai:acha ahi jaldi lein
yeh wali to phat chuki hai

Re: a Janay

^ phati nai
bass kuch dheeli hay
:smilestar: woh bhe tum nai khich khich kay karr di hai :hoonh:

Re: a Janay

well mujay i think kehna to nahi chahiay magar aaj kal is forum mein bohat loose talk hona shuru ho gayii hay may be batain khatam ho gayii hain so aap log khair anyways enjoy urself guys but i dont like to make part of such conversation so Allah HAfiz :wave:

Re: a Janay

appriciate your concern dear brother
but hay dats why we have mods… warning from mods …main foran beba bacha baan jata hoon
app ko damaghi qabaz tau nai kaheen?

waisay hee pucha…

:waves:

Re: a Janay

main kahan kuh kiya
main to masoom hona:halo:

tum jo cafe main aa gae ho:smilestar:

Re: a Janay

itni masoom hoo kai dhoti aur jhulay ka faraq hee bai pata :5:

jhutay lai lai meri dhoti ka satyanaas karr diya :hoonh:

Re: a Janay

:blush:main ne kahan dhoti say jhoola jhula
woh to khudi jhoolti rehti hai

Re: a Janay

:hula:
dhoti aur shalwaar main yahi tau faraq hai
:phati:

Re: a Janay

:khumar:

Re: a Janay

moote

Re: a Janay

Calgary pind kab se ho gaya hai DMD:D
OMG subha se bhooki baithi hun…raat hone ko aai hai…per abhi tak kuch khane ko nahi mila :teary2:

Re: a Janay

calgary pind hee hai aur kia hai

kiss kay asray bhioki baithi hoo subha say?

Re: a Janay

poori family k asre thee…abhi khana banana shuru hai toh socho kab bane ga aur mein kab khaoon ge:teary2:

Re: a Janay

main v cookna hay dinner
samjh nai aa rahi kia cookUon

Re: a Janay

Allooooo bana lo!!!
Sab se sokha kaam haiga!!

Re: a Janay

alloo kha kha kay main khud almost alloo banNay wala hoon :bummer:

daal pakatay hain ajj