a guppy guppan ki shaadi :@:

waheen jahan koi aaaata jaaata nahi :hehe:
phir excuse karna kay 'main nay to kaha tha wahan koi aata jaata nahi, so iss liay main bhi nahi ayi ’ :smack:

acha combination hoga, Jungli BillI and Pahari Bakra :rotfl:
bachay to hotay hi deewar, phankay aur chat par char jaingay :hehe: