Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
^ prince rulatay nahi hain .. hanstay hain .. .. ap ko pata nahi hain? ![]()
ap ko bee ak frogan chayay kia ![]()
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
^ prince rulatay nahi hain .. hanstay hain .. .. ap ko pata nahi hain? ![]()
ap ko bee ak frogan chayay kia ![]()
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
hahaha... I m not loking 4 a frogen... jisko chahiyaya usnay .... mention kya hoya haiii... :)
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
Challo kahir haiii.... dont feel hard...
app hans... loo.. roonay kay liyay tu Zindagi pari haiii.......
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
^ Allah toba hain ap to baray ajeeb insan ho.. bohat dukhi lagtay ho ap :D
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
Achiii baat hai janab.. chalin app nay Toba tu karlii... meri wajha say hi sahii... :)
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
^ main humaysha toba kartee ho .. ![]()
ap ki tarha nahi ho jo saal main ak martaba karay ![]()
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
Acha.. G... Apko bohat Information haiii???
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
^ humain ap kay baray main sab kuch pata hain ![]()
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
Tu Loogg theak kehay haiin aapkay baray main...
*"Some people call me "B-jamalo" " *
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
^ teek peehchana ap nay .. main B-jamalo ho aur sab ki khabar raktee ho.. ap abhee kaha ho kis kay sath ho .. sab maloom hain mujay ![]()
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
Kyaa baat hai janab... LAgta haiii aap GEO main kaam karti hooo :P
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
^ jee main ak adat journalist ho ![]()
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
hmmmmm jabhi tuu.... Ata hai yeah Promo Geo per...
Har Jagahh Har.. waqt.. B-Jamaaloo... :)
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
^ jee aur soon inshallah main ak program karnay wali ho.. jis ka nam hoga.. “Reports from B-jamalo” lolz
btw wait wait do i even know u ![]()
chalo shabash intro karwao ![]()
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
Bhoat dair main kahayl aaya hai janab.. koo...
Porasannn hokar hamsaayyon ko bhool gaian kyaa... ;)
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
^ Allah maf karay hum ap ko kaysay bool jayay bas zara age ka taqaza hain yaada**** kharab hain..
woh kehtay hain na.. dayr amad sahee amad ..
So bismillah kejayay :D
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
hahhaa...
Bismlihaa tu starting say phelay phartay hain naa....
ab tu ALLAH Hafiz kehany ka time agaya haiii... G...
INSHAALLAH mill jaiyga koi Frog appko bhi jo khush rakhagaaa....
Soory if ya mind any thing...
Time to Goo.... bacaht hogai haii aapki.... Shukarnay kay nafil aada kardigiygaaa.. :)
hahhahaha
Bye
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
^ ![]()
jayay hum ap say bat nahi kar rahay ![]()
Allah hafiz
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
that donkey story is too good;)![]()
:(yaar me too:bummer:
Re: A GOOD LESSON TO LIVE BY.
NA KAroo G.. Towadii MArzzii haiii…