Re: A for…
Naheen. Pehla tajarba aap par hi hoga. Agay aap ki kismat.
Aakhir kisi par to pehla tajarba karna hai.![]()
Re: A for…
Naheen. Pehla tajarba aap par hi hoga. Agay aap ki kismat.
Aakhir kisi par to pehla tajarba karna hai.![]()
Re: A for…
![]()
Nope.
Re: A for…
fair mai pehlay apnay kafan-dafan ka intazaam kar loon ![]()
Re: A for…
![]()
Ammmmmmiiiiiiiiiiiiiii, dekho Inno bro keya keh raha hai…![]()
Mazzaq urda raha hai…![]()
Re: A for…
mazaq nahi urha raha hon
pehlay jab aap nay maindak par tajarba kiya tha to pehla maindak mar gia tha
2nd walay par tajarba kamyaab raha tha
and ab jab k aap insaano par tajarba karnay ka erada rakhi hain to pehla insaaan par b sakta hay lasy tajarbay ko daikhtay howay
Re: A for…
![]()
Ok, Aik portrait complete karna hai, See ya. Kal dekhon gi..:evil: Bach geya.
Re: A for...........
sukar hay aaj baal baaal bach gia mathay say paseena saaf karing
Re: A for...........
Ahaan, main wapis aa gayi. Chalo teyar ho jao. Shabash. Achhay bachoon ki tarha. Darna aur hilna naheen warna tanka ghalat ho jaye ga.:)
Re: A for…
^ kia yea tajarba kesi aur din nahi ho sakda ![]()
aaj meri tabiyat theak nahi hay ![]()
Re: A for…
Naheen, aaj hi hoga. Tabiyat main theek kardo gi.![]()
Re: A for...........
^ nahi na **
**mujay aaj chakar a rahay hain
Re: A for…
Koi baat naheen. Operation behosh kar kay hi karoon gi. Behosh ho kar chakar naheen atay.![]()
Re: A for…
liken khooon to sokh jata hay na
ami ji mujay is massi mubibatay say bachoo ![]()
Re: A for...........
Kis nay kaha hai keh khon sokhta hai? Yeh konsi science hai? Chalo ab zeyada bano naheen, seedhi tarha operation karwao.
Re: A for…
kia aaj karna zaroori hay ![]()
Re: A for…
Haan. Main nay aaj hi karna hai…![]()
Ammmmmmmiiiiiiiiiiiiii, yeh Inno bro operation naheen kar wa raha…![]()
Re: A for…
acha phir mai pehlay khana kha loon ![]()
Re: A for…
Oh, to aap shadi karnay ja rahay hain?
Jaldi karain. Main intezar kar rahi hoon. Jaldi say kar kay aayain taqay operation ho sakay…![]()
Re: A for…
^ hain yea shadi kaha say a gaiee beach mai ![]()
PS:- yea karachi walay meri shadi karwanay k chakroon mai kyo hay
suba mai nay ik dosat ko karachi call ke wo b keh raha tha k Imran shadi kab kar rahay ho
jaldi kar loo
takay mai islamabad aoon ![]()
Re: A for…
LOL @ Dosat.
Main Karachi mein naheen Multan main rehti hoon Pa ji.![]()
Main nay to wajah bhi batadi hai…![]()
Jaldi karo taqay main operation kar sakoon.![]()