Re: a darwesh in your lively mahfil…
Ama Yaar, yeh tou DARWESH kay bhai’s main bara hi Rangeen banda
maloom hota haey…
Darwesh bhai aap nay sahi kaha… aap waqai isi “Bhais” main bhi khoob enjoy karoo gay… Aur haan, aapka Zauq-e-Latafat bhi khoob hay… Aray bhai “Gehoun” aur “Bajray” kay chakkar main na paroo - Rooti khaoo Rooti
warna kahin aisa na ho…:
Thay Cake ki fikar main so Roti bhi gaii
Thay Patloon ki taak main, Langooti bhi gaii ![]()
![]()
![]()