Re: A confession..
Is /// ka matlab ye hai kay hin33 kay keyboard kay andar itna gand a chukka hai kay buttons automatically khud pressed ho jatay haiN, usually happens with old gand bhari keyboards, jinkay andar cakerus, biscuits wagera a chuke hoN. Unka aik button press karo to type to 5 minute baad upar dubara apni position mai wapis ata hai.
Shukriya.