Re: A…B…C…D
thodi dair pehlay to life1 mein b gaya tha. is ka to yeah b matlab ho sakta hay k shadi k baad divorce lay raha hu ![]()
yaha say kal nikal raha hu aur pehlay kahi aor jana hay, isi liay to kaha tha k mairay hotel mein cricket nahi ati ho gee is liay sakoon hay.
saturday ko aap k dais aor phir 16th april tak Pak mein hu