Re: 8th Match, Group B - India v Bangladesh - Saturday March 17th
indians ko woman kaY ilawaah bhee kuch nazar aata hai? tsk tsk tsk
Janaab, buraa na maaney lekin women toh pehle aap hee ko nazar aayi..phir se padh leejiye apka post agar yakeen na aaye toh...
hum toh seedhe saadhe Cricket premi hai, Cricket ke alaawa aur kuch nazar nahin aata hamey...Pakitsan team ki kasam.