Re: 8 August 2008 / 9 September 2009 / 10 October 2010
hahaha..hai na achambhe waali baat…ek aur baat:
merii ammii MONDAY ko paidaa huii thiiN aur Monday ko hii unkaa intiqaal huaa
aur mere abba Huzoor Friday ko paidaa huye aur Friday ko hii unkaa bhii intiqaal huaa…amazing facts, indeed!