Re: 7 die in Stampede after the Multan Jalsa
Multan ke DCO aur Shomu ButtoN ko giraftaar kiya jaaye aur Shareef Biraadaraan kii saazish aur mujrimaana kartootoN kaa bhaanDaa phoR kar unheN salaaKhoN ke peechhe kiyaa jaaye.
yeh donoN kam-zarf apnii looT-maar, apnii kursii aur chaudharaahaT ke liye kuchh bhii kar sakte haiN…ba-shamool qatl o Ghaaratgarii…don’t forget their criminal involvement in the killings of 17 PAT workers.
25 qatl ke jurm meN in donoN bhaaiyoN aur unke HawaariyoN ko 25 muKhtalif tareeqoN se bar sar e baazaar laTkaayaa jaaye.