Re: 45 ThiNgSsss
Dheka… ek aur saboot kay main yahan nya hun…
Iski samajh nahi aai?
Waise agar aap larki nahi hain, phir aap ko to ko ultay seedhay bahanun wala thread kholna chahiye… In sab 45 points say bachnay ka…![]()
Waise aapis ki baat hay last time I was away at night, I merely mentioned it to some of my best friends on the phone (they all living in different towns) kay yaar ab kiya bahana karein..
Aur aglay din sab ka phone aagya meri Biwi ko, kay Danday_wala to kal meray saath tha… all of them saying that!
sometimes best friends could be pain in the a**, ![]()
![]()
(was a joke btw).