~*~ 3 Teenagers in Cafe ~*~

keonkah hum chahtay haiN tum larkian jhoot bolnay key wajah say Jahanam mein nah jao :nahi:
leekan tum jana chahti ho to shouq say jao Jahanum meiN :aj:

Naheen Waleed kabhi naheen daant sakta :nahi: Waleed larki naheen hay jo jawab nah honay par bura bhalla kahna shuru kar day :aj:

:lifey: Faris … police wallay key nazar say inn larkeoN key umaraiN check karo :aj: