Kahan hay LP
kia LP nay sulemani cap to naheen pahni hoi hay
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
yeh kown hai?
Koy aur maloom hot hain?
Meri to daree muooch to choti hain, lekin saar ke baal larkee ke tharah hain ![]()
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
yah helmat pahan howa hay na iss liye ;)
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
Hahaah chalo mein jatha hoon ab namaaz par ![]()
Lekin uske baad muje kaam par jana haion to agar late chootee howee to phir mauf karna yaro..
Waise bohath khoob aaj Gupshup howee hain :cobra: ma-badawlath hush hain.
Acha phir ijaazat dejeyeh is nikameh ko … Allah hafiz meri taraaf se sub ko.
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
Theek hay Bhangra udhaar raha ![]()
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
waleed you are also invited to
party
lp shareef se bachi hai..bhangra nai kerti
![]()
aap kaise hain?
kyon aapki cap gum hai kya jo ilzam laga rahe hain:5:
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
mein theek ho
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
aapka test ka kya hua:5:
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
![]()
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
yahan bhi naaching:emmy:
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
ye teeno shareef namaz parnay gaye hein kya???
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
hahahaha sara yar kahan gai?
result ka wait kr raha hoon. Isi liyeh Umrah karne ja raha hoon.
ji haan any doubt. Chalo ja kr app bhi namaaz parho. Oye suno pehlay wadhu kar lena oky
U ko koi aitaraaz ![]()
Zara me ko pahla kalma to sunao ![]()
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
awww lethal
inshAllah sub theek hoga
sannan lo kalma bhi nai aata:hayaa:
Jaisay tumhain to Aata hay ![]()
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
subko apne jaisa na samjha karain:mocking:
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
u key chaar aankhain hain aur char tangain hain kia ![]()
Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~
nai u ke chashmey kharab ho gayeh ian:@: