~*~ 3 Sharif Larkay ~*~

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

:lb: aab tum na maang laina mujh say :aj:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

Exactly what am I not suppose to ask from you????

:aj: me ko pata tha tum yahi kaho gi … sorry pahlay he aik larki mujhay Ghucha day kar challi gai hay aur iss key pic yah hay :paci:

ap log jo hr waqt apnay sharafat k bary mein btaty rehty ho ager koi bnda shareef he to usko itna show krny ki kya zaroorat he…
jo shareef hota he uska pata b chal jata he acha

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

^ jee haan aaaj media bohat pehlaa hoowa hain aur ye saab shareef hain!

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

ya agreed with sara mein ne aj tk kbhe kaha mein mein shareef hon …sab ko pta hai ke mein hon lakin mein ne aj nhe nhe kaha idhar :champ: :yahoo:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

:k:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

:cb:

mujay media ne nhi btaya ye sab log khud hi btatay hein

:lifey:

keonkah loog hamaray baray mein naheen jantay hain Jhara Bibi :wink: iss liye batana parta hay …
Waisay ittni lambi chori taqreer kiss say likhwa kar lai ho Jhara Bhai :5:

:lifey: bus yaar media wallay to shareef logoon kay peechay aisay he par jatay hain
mujhay to Sara Bhaijan bhi media key bandi lagti hay :fatee:
Blackmail kartay hain yah media kay loog hum jaisay shareefoon ko aur jub hum qaboo mein naheen aatay to budnaam karnay key dhamkia daitay hain :cryb:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

uncle sannan apka dimag mujay khiska huwa lag (waisay to hamesha hi khiska hota he)

pr aj kuch zyada hi he......

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

:yahoo:

Sara Baita apni umar say barri batain naheen kartay :cb:

Jao pahlay tooth brush kar kay aao sara GS u kay munh key budbu say mahak raha hay :zobo:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

isiliye to ap se kaha k ap b apni umer wali batain kiya krain chotay bachon wali batain apko zaib nhi deteen :no:

Tou tum to apnay 1 1/2 feet wallay qad say unchi batain mat karo Baita :wink: koi bachoon walli masoom batain bhi kar lo jo kah mushkil hay tumharay liye :omg:

Challo ghussa choro aur Allah kay Wastay Tooth Brush kar kay aa jao :bummer: baqi batain phir kar laina

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

:D
untle ap tesay hein???
ap thek hein kya?

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

okk

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

what ok