~*~ 3 Sharif Larkay ~*~

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

sannan mai toh khoob tareefain kerti hoon aap jaiso ki:cb:

farish sarmad ki nazar lagi hai uss popcorn pe:bummer:

Koy baat nahin popcorn finish karde aab pizza par shuroo hogaiy hain hum… :yummy: aur us ke baad abhi mittaay hain… mere bhai ke ghaar beeti howy hain!

Aaab mein ik nanee si gudyah ka chach hoon! :k: :aejaz:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

awwwwww
mashaAllah
bohot bohot mubaraaaaaaaaaaaakkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkk

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

Khaare mubaraak sister!

Me ko u key ta’refoon key koi zaroorat naheen hay :aj:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

^ :rotfl:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

Hans lo Hans lo

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

Aur kyaah kaare sakta hoon aap ke moajudgee mein bhai sahab aap jasaay acha yaar bohath kam hain :k:

Bhai aap key muhabbat daikh kar mujhay ronna aa raha hay :teary3:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

Chup me chacha ho gaya hoon to tum kyoon rohraay hoo? Ye lo mitaay mu me pahlo!:daaghu2:

Oyyyyyyyyyeeeeeeeeeeee hoyyyyyyyyyyyyyyyyyyyye
Yaarooooooooooon mein Chacha Ho Gia
Yaarooooooooooon mein Chacha Ho Gia
:xeno:

Mubarkaaaaaaaaaaaaan mubarkkkkkaaaaaaaaaaaaaaaan :yahoo:

Lagta hay mariay seedhay sadhay aur Bhollay Bhallay dostoon Sarmad aur Lethal ko kidnape kar lia gia hay :cryb:
help me :crying:
Koi unn ka pata bata sakta hay me ko :teary3:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

Koy masla naheen yaar koshis jahree hain :superman:

kiski himmat hain unko kidnap karne kee :asa:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

yeh larkiyaan behla phusla kar un ko kahin key gai hain

aur qaid kar diya hai:fatee:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

:yahoo:
:champ:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

NAHHHEEEEN asaay naheen hosaktah… aab ik he admi kaam asakhtah hain…

Aur us ka naam…

Moullah Jaat… Noorie Natt!

Yahnee yeh admi :phajja: Yeh larkiyon ke haathir karde gah!

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

Okay this larka gotta go to work now, :frowning:

@ Sannan :fatee: cover me, i’ll go track the shareef guys down and free them, ill sacrifice myself and let them free. :wink:

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

please do so

Re: ~~ 3 Sharif Larkay ~~

in teeno ko nikal k GS ka hr larka hi shareef he

i know i know larkey accept kerte he nai such ko:cb: