yaar tm logo pr aik joke yaad aya hai .. jo abih mai nay GS k joke section mai parha hai ..
ARZ hai ..
**aik pagal apnay daddy ki shalwar aur mumy ki kameez pehan kr bazar mai ghoom raha hota hai .. log us say puchtay hain .. " o bhai, ye kya scene hai" .. wo kahta hai ..
FULL TIME MUMMY DADY MAHOL**
lol! .. SS kaho ya MD kaho .. .. its the same .. MUNNAY!