Re: 3 dayz…
plzzzz yaar woh jaldi le kar aao:blush:
Re: 3 dayz…
plzzzz yaar woh jaldi le kar aao:blush:
Re: 3 dayz......
pashtaaoge bachay. na kero aisi baatein
Re: 3 dayz......
JL ... lagta hay tumhain chuppiiii aunty k hathoo'n shaheed hona hay
Re: 3 dayz......
uncle isko samjhaayein
Re: 3 dayz…
^yeh bachcha samajhta hee nahee … kiya karain ![]()
Re: 3 dayz…
mai pachtana chatah hoon yaar;)
.
.
.
.
PK: aisay kaamo mai shaheed honay ka apna hi maza hai;)
Re: 3 dayz......
^bhai larkiyoo'n kay haath say kiyun shaheed hona chahta hay ... mardana haath kaafi naheen hain is kaam kay liyay ;)
Re: 3 dayz…
ya’Allah kya banega iska ![]()
Re: 3 dayz......
^kuch khaas naheen bannay wala :(
Re: 3 dayz…
haan woh to hai. i pity u jL ![]()
Re: 3 dayz......
^aap phool daysakti hain ...main phool donga to shayad naraaz ho jaey :)
Re: 3 dayz......
woh kyun?
Re: 3 dayz…
maine shaheed hona hai marna nahi:snooty:
mera pata nahi kia banay ga lakin mai dulha banu ga:blush:
Re: 3 dayz…
shahadat sirf larkiyoo’n kay haath say naheen milti beta … is kaam k liyay MARD hazraat say bhi rujoo kiya jaa sakta hay … any ways her kissi ko bhai na kahnay ki request mat kiya karo ![]()
Re: 3 dayz…
JL say poocho k woh kissi PATHAN kay haath say phool lay ga ![]()
Re: 3 dayz…
maine apne mazay ka bhi tou dayhaan rakhna hai zulm thori na karwana hai apnay ooper, har larki hi bhia kehti hai ab mai raat ko 3 bajjay tak bhai ban-nay k liye tou nahi jaag raha na
.
.
.
.
Dynamic fire: tum kis se baat kar rahi ho?
Re: 3 dayz…
to kis kambakht nay 3 bajay tak jaagnay ka kaha hay … aisa karo poori poori raat jago … shayad phir tumhari tapasya poori ho jaey ![]()
Re: 3 dayz…
JL lagta hai aaj bhut
type mood mein hain???
AAp apna net jaldi se theek kerwa lena, bcoz kuch din baad net per aana bhut KHATARNAAK hai, aap keliye bhi aur yhaan aane waali har kurri keliye bhi:silly:
Re: 3 dayz......
^ aray kiyun dara raheen hain bachchay ko ???