Re: 2nd Test: England v India at Lord’s, Jul 17-21, 2014
lol…aayinda bhii aise hii Khayaal rakhiyegaa…Dhoni ke liye morale booster hogaa! ![]()
vaise, England mahaan jab kisii dusre mulk meN jaa kar kheltaa hai to vo us waqt mezbaan kaa Khayaal rakhte haiN! ![]()
is mehmaan aur mezbaan nawaazishaat se agar chhuTTii mile to do ek game jeet kar bhii dikhaayeN! ![]()