Re: 25 Agreements between Punjab & Beijing
wah ji wah.. ye Roz e Roshan pichle election main kiyun wazae nahin tha, jab PPP ne BB kekhoon se chiraagh roshan kiye the 
Yehi Kamran Khan jab MQM ke haq main zameen aasman ke qalabe milata hai, to us ki baat pe aamana sadaqna kiyun nahin karte? 