well yEah i love this place coz over here atleast we can share wut we exactly r ![]()
ohhhhhhhhh u r tooooooo cuteeeeeeee
![]()
OoOooOoOooooOoO tankOooo berry berry mUch.
well if u guz have ur childhood snapz so could u share it over here ??
Sorry Rohail bhai mujay Sharam ati hay ![]()
aray mamu kiya baat bol rahay ho sharam aarahe ha hmmmmm its ok bhai β¦ koie baat nahi bachpan ma koie insan kapray pahan kar nahi peeda hota
well ma ankhay band kar kay dekh lo ga
but mujhay sach ma acha lagay ga if u will send ur snap over here. tata
Bachpan ma itnay achay or pyaray , jawani ma kiya howa ? ?
Re: 1st birthday with colours
janwar wese tu bachpan p tu bohat acha that tere ku kiya huwa
![]()
abEy bhai bachpan mai har insan acha hota hai or masoom hota hai , jawani mai jo us nay kara hota hai woh us kay cheray par nazar anay lagta hai ![]()
wesay yaar comeon man dont reopen my Old threads .
meray bachpan kay dil lootado :(
,Bacha to bohat pala pala hai,bas zara bara ho ker kamzoor ho gaya hai..
,
cute!
Raindance = = = yaar kiya karo tension mai asa ho geyah :(
Rukhsarbibi = = = thanks for liking my PIC :)
Janwar jee, CB special kubh aa raha hain. She deserves a thread with ur pic :)
slap, you and your man KAKA-ATOM-BUM don't miss a chance of teasing me.
errrrr, he seems more like ur man than mine, the way u two be talking it
two at the same time? whats the trick ![]()
Cute pic ![]()
mahnoor@lahore = = = yaar abb tum bhi shoro ho gaie , kaka or phat girl kiya kum hai jo app bhi beechari CB ko saatana shoro kar deyah .
Chandbeti = = = hmmmmmmmm mai kuch bol nahi sakta bus yah bol sakta h0 kay yah sab mazak shayed mari wajha say ho raha hai jis kay leyah im really sorry :(
HeArT HaCKeR = = = yaar kash mai choota he rahta or assa he rahta jeesay mari abhi bachpan ke pic hai jis ko dekh kar app mujh say huging kar rahe hai , mazay aaaajatay :)
so cuteeeeeee:kiss: ![]()
baray ho ker kya hogaya hai lekin ![]()
bus kiya karo⦠kuch appno nay loota kuch zamanay walo nay ![]()