[1998: Products] McDonalds

Re: [1998: Products] McDonalds

Hahahha, dress up for mcd’s. freshies.

Seedhi tarhaan koi choli woley khaaein, falooda walooda, dahi barey, samosey, chipkali kebab, waghera waghera, jo ham Pakistaniyon ki khoraak hai, yeh kiya ke galley mein phaansi ka phanda (tie) daala aur kaali si begam ko saath liyey mcdonald chal parey,

Yeh burger loag ullu ke pathey aur kuttey kameenay hotey hain. Jis kaam ke aadaab se banda waaqif na ho, ussey karney ki kya zaroorat hai? Khud ka mazaak banaany waali baat huwi na, burger logon ke paas pesa aa jaata hai lekin aqal nahein aati, bhala koi tie pehn ke bhi fast food khaany jaata hai? :rotfl: