Re: 14th Moon night
to app he dada abba kay agay say hut jaain : P
dekhain mohtram ik chez hote hay net speed jis main kabhi kabhi zawal ajata hay jis ki bina per posts main zalzla ajata hay .. is main itna dhandora peetnay ki kia zaroorat thee * naraz *
Uncle stalker> ab app nay kia dekh liya ?