10 Types of People in a Gali ka Cricket Match

Re: 10 Types of People in a Gali ka Cricket Match

mein ne aj tak kisi larki ko nai dekha…ke jo sahi se catch kar paye …it’s a usual thing for girls

mahool ne jo batai hai..wo achi practice hai…is ke ilawa hath mein cheez ko uchal kar catch karti raha karein…

maslan har waqt har jaga ye kia ja sakta hai…tv dekhty howe remote…car ki keys…etc.

lekin yaad rahay…baad mein cheezein uchalne kki adaat par jati hai…